WHAT IS VIRUSE
ajj hum jis topic pr likhne wale hai vo VIRUSES ,aapne iske baare me suna or koi logo se iska salucation maga hoga ya unse unki iss problum ke baare me
suna hoga. iss genration me computer ka use hr jgh hota hai. or sara work bhi issi se hota hai,
socho agr aapke usme important data h or vo viruses ki vjh se lost ho jata h. to kya kroge or ha jo bhi data lost hota h sbka backup nhi milta.
WHAT IS VIRUSES
VIRUSES ka pura name VITAL INFORMATION RESOURCEX UNDER SEIZE h. yah ak software program h jo ki attcker ya hacker dwara create kiya jata h.
kbi kbi ye glti se bhi create ho jata h.jo ki hmare computer me bina pta lge data lost, file ki address ko change kr skta h. or bina pta lge hmare information
ko sand kr deta h attcker ke pass.
computer ko deploment human ne kiya or viruses ka bhi. viruses natural nhi h. isse create kiya jata h.
what is password
KHA SE AATA H COMPUTER VIRUSES
computer viruses kha se aata h ye janana bhut important h. kyoki jb tk ye pta nhi hoga to hum viruses ko rok nhi skte
1- viruses flopi disk change ya data lete time aa skta ha
2- online movie ya game khelne se
3- data ya program online dawnload krne se
4- mobile ko system se jodne se
5- system me anti virus ka na hona ya out-date ho jana
VIRUSES KON BANATA HAI.
virus koi simple aadmi nhi bna skta virus ko koi bhut jyada mind wala human create krta h jise hacker ya crecker jo computer ko or logo se
adhik janta h.
ye aapne fayde ya dusro ke data ko lost krne ke liye bnaate hai.
KYA-KYA LOST KR SKTA HAI VIRUSES
ye to aap jan chuke hoge ki virus kya hota ab ye jann le ki kya kya lost ya nuksan kr skta hai. ye--
1- computer ki speed km kr deta ha.
2- file ya program ko damiz kr deta hai.
3- virus system me aakar bios me problum krta ha
4- office,collage, jha data ka sand jyada hota h vha ye easly phuch jata h or information lost kr deta hai.
TYPES OF VIRUSES
1- file fector- yah kisi bhi file ki location ko change kr deta hai.
2- BOOT VIRUS- bios pr effect krke hard ware pr problum krta hai.
3- RESIDENT VIRUS- ye computer me h ya nhi pta nhi chlta bt ye hr work me problum create kr dete h.
4- OVER WRITE VIRUS- ye file ki oreginal data ko delete kr deti h.
5- MICRO VIRUS- ye kewal ak particullar program or application pr krti ha
6- BROWSER HIGHJACK VIRUS- ye letest virus ha. ye bde easly website. game . file ke throw system me pchuch jaati h.
window hacking
VIRUSES SE BACHNE KE UPAY-
1- system me achi company ka Anti-VIRUS dale
2- Anti-VIRUS ki last date yadd rakhe
3- system se mobile ya pen-drive connect krte time secan kr le
4- only registerd site ko open kre
5- system ka backup rakh le.
6- public jgh ke wi-fi se jyada connect na rhe
THANKS AND BR CAREFULLI
mukesh nagarkoti